22 May 2011

Kabhi na kabhi to miloge kahin pe humko yakeen hai
Teri zindagi, meri zindagi hai
Tere bina, na hum jee sakenge yahan ek pal

Dil pe khayalon ki baraf jami hai

Beegha hai aalam, nigaahon mein nami hai
Kis bhool ki jaane humko mili hai sazaa
Ooo dil pe khayalon ki baraf jami hai
Beegha hai aalam, nigaahon mein nami hai
Kis bhool ki jaane humko mili hai sazaa
Sab zakhm gehre se hai
Lamhaat tehre se hai
Tham jaayega dard ka silsila, silsila

Teri zindagi, meri zindagi hai

Tere bina, na hum jee sakenge yahan ek pal
Teri zindagi, meri zindagi hai
Tere bina, na hum jee sakenge yahan ek pal

Kabhi na kabhi to miloge, kabhi na kabhi to miloge

Kabhi na kabhi to miloge kahin pe humko yakeen hai
Hoo kabhi na kabhi to miloge, kabhi na kabhi to miloge
Kabhi na kabhi to miloge kahin pe humko yakeen hai
http://www.top10bollywood.com/